
Ek junoon hai jeetne ka,
Ek junoon hai mukam hasil karne ka jeevan mein.
Yehi junoon hai jo aage le jata hai kisi tute insan ko jeevan mein apni manzil ki talash mein,
Vo manzil jo kabhi sochi nahi,
Vo manzil jo kabhi dekhi nahi,
Vo manzil jo kabhi suni nahi,
Is manzil mein agar koi sath hai to bas ek ishwar ka!
Jinse judne ke baad man ko bahut shanti aur khushi mili hai,
Yehi mazil hai khud ko vapas pane ki aur ek nayi pahchaan ke sath!















Write a comment ...