Kuch baatein chubhti hai aaj bhi
Dil dukhati hai aaj bhi
Teer ki tarah khud ko bhed jaati hai aaj bhi
Rula de shayad vo baate dil ke kisi kone ko aaj bhi
Man karta hai ki kyu nahi band kar liye the kaan us wakt apne
Jab teer lage the man ko
Shayad ye aag na hoti seene me un baato ki wagah se jo lagi aaj hai
Jo lagi aaj hai
Jo lagi aaj hai
Show your support
Write a comment ...